Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Rishton Ke Maheen Reshe: Ashma Kaul – Deepak Budki
Rishton Ke Maheen Reshe: Ashma Kaul – Deepak Budki A collection of Hindi short stories t...
-
Doctor Aunty, ڈاکٹرآنٹی : (Urdu) Afsana; افسانہ ; Short Story ...
-
THANDI AAG ٹھنڈی آگ ، (Urdu) Afsana افسانہ Short Story
-
I Love You Darling; آئی لّو یو ڈارلنگ आई लव यू, डार्लिंग Afsancha; लघु कहानी ;افسانچہ आई लव यू, डार्लिंग अपने शरीर की प्यास बुझाते हुए...











Aadaab Deepak Budki saheb ! DARD KA JUNGLE parhi, kahaani ne sochne par majboor kar diya k insani zehn be-hisi k kis stage par pahunch kar saa'ns lega.....?
ReplyDeleteaapki is kahaani me rishto'n ki shikast-o-rekht ka nauha bhi hai aur tezi se khatm hoti ja rahi akhlaaqi qadro'n k liye fikrmandi bhi, isi kahaani k tanaazur me na-cheez ka 1 sher hai ( MEHR-O-IKHLAAS-O-WAFA AUR MURAWWAT GUM HAI / JAB SE RISHTO'N KA SAFAR SOOD-O-ZIYA'N TAK PAHUNCHA )
behad umda kahaani tehreer ki hai aap ne, Hala'ki mujhe aisa yaad aa raha hai k is kahaani k kirdaaro'n se shaayad aap ki kisi aur kahaani me bhi mil chuka hu'n,
mauzu aur treatment k lihaaz se ye 1 behtareen kahaani hai, qalbi mubaarkbaad pesh karta hu'n.
................ FIDA
Waseem Ahmad Fida Sahab! Aap ke tasurat parh kar bahut khushi hui.Aap ki yaddasht ki main daad deta hoon.Aap ne is se pehle shayad Doctor Aunty parhi hogi.Aap ka shair bahut pasand aaya aur main ne is ko twitter par aap ka hawala dekar doston ke saath share kya. Shukriya.
DeleteAaj kay maasheray ke asil tasveer hai
ReplyDeleteBakhtiar Agha Sahab Tasurat ke liye Shukriya.
Deletelike it
ReplyDeleteآج ٹویٹر پر دیکھا تو دوبارہ سے افسانہ پڑھ لیا اور پھر سے دل دکھ سے بھر اٹھا۔۔ایک ایسا المیہ کہ دنیا کے ہر حصے میں ایسا ہی ہو رہا ہے۔ہر جگہ کی ایک ہی کہانی
ReplyDeleteTasurat ke liye behad shukr guzar hun. Salamat rahein.
Delete