Sunday, June 30, 2013

Chinar ke Panje: Pesh Lafz,چنار کے پںجے -پیش لفظ ; (Urdu); Afsane; Short Stories; افسانے

Chinar Ke Panje: Pesh Lafz;
چنار کے پںجے -پیش لفظ (Urdu)
Afsane; Short Stories; افسانے 












2 comments:

  1. Aadaab Budki saheb.....!
    Ummeed hai k ba-khair ho'nge......!!!
    Harf-e-aaghaaz padha.... bahut umda....!!
    India me'n urdu ki zuboo'n-haali k ta'alluq se aap ne jo guftgu ki hai, us se mai'n bhi ittefaaq rakhta hu'n ..... aap ne hindi k professor ki hindi se la-parwaahi ka zikr kiya hai... urdu-professors ka ka bhi yahi haal hai.. !!!!

    Aap ka majmooa padhne ki khwaahish hai .. lekin talaash k ba-wajood ab tak dast-ras me'n nahi hai...

    Kitaab k liye qalbi mubaarakbaad qubool farmaae'n.

    ........ FIDA

    ReplyDelete
    Replies
    1. Waseem Ahmad Fida Tasurat ke liye shukr guzar hoon. yeh majmooa 2005 mein chapa hai. Is ke publisher Seemant Prakashan, 922, Kucha rohella, Darya Gunj , Delhi 110002 hain. Main apni kitabon ki taqseem kari main koi hissa nahi leta albata publish hone ke waqt 40-50 kitabein mil jaati hain jinhein main usi waqt risalon aur tanqeed nigaron ko bhejta hoon.Apne paas bus ek kitab reh jaati hai jis ki naql karke yeh mazmoon aur kahaniyan upload kar raha hoon.Umeed hai mizag ba khair honge.

      Delete