mohtaram Budki sahab......! aapki kahaani DOCTOR AUNTY nazr-nawaaz hui, behad pasand aayi, ek taraf jahaa'n aapne markazi kirdaar DR KAMLA DEVI ko poori tarah focas kiya hai, wahi'n doosri jaanib kahaani k deegar kirdaaro'n ko bhi ba-khoobi muta'aaraf karaaya hai, mozu, Technic, plot, kirdaar-nigaari, mukaalmaat gharz k har aitbaar se ye 1 shaahkaar kahaani hai. itni khoobsoorat kahaani se nawaazne k liye shukr-guzaar hun
Waseem Ahmad Fida Sb Kahani pasand karne ke liye bahut bahut shukriya. Darasal is kahani ke saare kirdaar mere mushahide se guzre hain.Doctor Aunty ka kirdaar mere zehn par qareeban chalees saal se dastak de raha tha.Aap ke tasurat parh kar mujhe lagta hai ki main us kirdaar ko qirtaas par sahih rang mein utarne mein kamyaab hua hoon.
Bhai Waseem Ahmad Fida Sb. Is mein takheer ki koi baat nahi hai. Literature ko appreciate tab hi kiya jaa sakta hai jab us ko khas mood mein parha jaaye aur woh mood har time dastiyab nahi hota.Yahi kya kum hai ki aapne time nikal kar kahani parhi aur us par apne tasurat qalamband kiye.Albata aik guzarish hai ki aap is blog ke member ban jaayein taki mera har post aap tak regularly pahunch sake.
Story is really nice.but there is a sudden sharp turn in its chain of argumentation.i suggest you to be calm and lengthy about the main arguments.i like the topic and presentation.
The website is looking bit flashy and it catches the visitors eyes. Design is pretty simple and a good user friendly interface. best stethoscope for medical students
mohtaram Budki sahab......!
ReplyDeleteaapki kahaani DOCTOR AUNTY nazr-nawaaz hui, behad pasand aayi,
ek taraf jahaa'n aapne markazi kirdaar DR KAMLA DEVI ko poori tarah focas kiya hai, wahi'n doosri jaanib kahaani k deegar kirdaaro'n ko bhi ba-khoobi muta'aaraf karaaya hai,
mozu, Technic, plot, kirdaar-nigaari, mukaalmaat gharz k har aitbaar se ye 1 shaahkaar kahaani hai.
itni khoobsoorat kahaani se nawaazne k liye shukr-guzaar hun
.......FIDA
Waseem Ahmad Fida Sb Kahani pasand karne ke liye bahut bahut shukriya. Darasal is kahani ke saare kirdaar mere mushahide se guzre hain.Doctor Aunty ka kirdaar mere zehn par qareeban chalees saal se dastak de raha tha.Aap ke tasurat parh kar mujhe lagta hai ki main us kirdaar ko qirtaas par sahih rang mein utarne mein kamyaab hua hoon.
Deletetaakheer se ta'assuraat post karne k liye na-cheez maafi ka taalib hai.
ReplyDeleteBhai Waseem Ahmad Fida Sb. Is mein takheer ki koi baat nahi hai. Literature ko appreciate tab hi kiya jaa sakta hai jab us ko khas mood mein parha jaaye aur woh mood har time dastiyab nahi hota.Yahi kya kum hai ki aapne time nikal kar kahani parhi aur us par apne tasurat qalamband kiye.Albata aik guzarish hai ki aap is blog ke member ban jaayein taki mera har post aap tak regularly pahunch sake.
Deletethanks for sharing beautiful story
ReplyDeletefarid Sb Pleasure is mine.
DeleteStory is really nice.but there is a sudden sharp turn in its chain of argumentation.i suggest you to be calm and lengthy about the main arguments.i like the topic and presentation.
ReplyDeleteThanks Farrukh Shahzad for your valuable comments.
DeleteThe website is looking bit flashy and it catches the visitors eyes. Design is pretty simple and a good user friendly interface. best stethoscope for medical students
ReplyDelete