Saturday, April 28, 2012

Dard Ka Jungle, درد کا جنگل : (Urdu); Afsana; افسانہ ; Short Story

 Dard Ka Jungle,
درد کا جنگل (Urdu)
 Afsana افسانہ Short Story



















7 comments:

  1. Aadaab Deepak Budki saheb ! DARD KA JUNGLE parhi, kahaani ne sochne par majboor kar diya k insani zehn be-hisi k kis stage par pahunch kar saa'ns lega.....?
    aapki is kahaani me rishto'n ki shikast-o-rekht ka nauha bhi hai aur tezi se khatm hoti ja rahi akhlaaqi qadro'n k liye fikrmandi bhi, isi kahaani k tanaazur me na-cheez ka 1 sher hai ( MEHR-O-IKHLAAS-O-WAFA AUR MURAWWAT GUM HAI / JAB SE RISHTO'N KA SAFAR SOOD-O-ZIYA'N TAK PAHUNCHA )
    behad umda kahaani tehreer ki hai aap ne, Hala'ki mujhe aisa yaad aa raha hai k is kahaani k kirdaaro'n se shaayad aap ki kisi aur kahaani me bhi mil chuka hu'n,
    mauzu aur treatment k lihaaz se ye 1 behtareen kahaani hai, qalbi mubaarkbaad pesh karta hu'n.

    ................ FIDA

    ReplyDelete
    Replies
    1. Waseem Ahmad Fida Sahab! Aap ke tasurat parh kar bahut khushi hui.Aap ki yaddasht ki main daad deta hoon.Aap ne is se pehle shayad Doctor Aunty parhi hogi.Aap ka shair bahut pasand aaya aur main ne is ko twitter par aap ka hawala dekar doston ke saath share kya. Shukriya.

      Delete
  2. Aaj kay maasheray ke asil tasveer hai

    ReplyDelete
  3. آج ٹویٹر پر دیکھا تو دوبارہ سے افسانہ پڑھ لیا اور پھر سے دل دکھ سے بھر اٹھا۔۔ایک ایسا المیہ کہ دنیا کے ہر حصے میں ایسا ہی ہو رہا ہے۔ہر جگہ کی ایک ہی کہانی

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tasurat ke liye behad shukr guzar hun. Salamat rahein.

      Delete