Friday, June 1, 2012

Iflas ka Kaurh, افلاس کا کوڑھ : (Urdu); Afsana; Short Story; افسانہ

Iflas ka Kaurh, افلاس کا کوڑھ  (Urdu) 
 Afsana; Short Story; افسانہ 






6 comments:

  1. Aap Insaani Jazbaat Ko Khoob Samajhte Hain.......Aur Main Isay Ek Achche Afsaana Nigaar Ke Liye Azhad Zaruri Mutasawwar Karta Hoon.LafzoN Ke Taane Baane Jazbaat Me Bun Kar Kahani Kaar Qaari Ke Zehan Se Naata Jod Sakta Hai....Aap Is Mushkil Marhalay Ko Bhi Nihayat Chabuk Dasti Se Tay Kar Lete Hain........Sad Mubarak Baad.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Waseem Farhat Karanjvi Sahab Tasurat ke liye shukriya.Koshish to main karta hoon ki har kahani mein kirdaron aur waqiat ki sahi numayandgi ho , kahin kamyabi naseeb hoti hai aur kahin naakami.Tahum meri koshishein hamesha jari rehti hai.Aap ke tasurat parh kar kafi hausla afzai hoti hai.

      Delete
  2. Aap Insaani Jazbaat Ko Khoob Samajhte Hain.......Aur Main Isay Ek Achche Afsaana Nigaar Ke Liye Azhad Zaruri Mutasawwar Karta Hoon.LafzoN Ke Taane Baane Jazbaat Me Bun Kar Kahani Kaar Qaari Ke Zehan Se Naata Jod Sakta Hai....Aap Is Mushkil Marhalay Ko Bhi Nihayat Chabuk Dasti Se Tay Kar Lete Hain........Sad Mubarak Baad

    ReplyDelete
    Replies
    1. Waseem Farhat Karnajvi The comment has got repeated, plz see my reply on preceding one.

      Delete
  3. qabil-e-ehtaraam Budki saheb...! ummeed hai k mizaaj shaufta ho'nge.....!!
    kahaani parhi, insaani nafsiyaat par aapki ameeq nazar k hawaale se ek baar phir aap ki taareef karna chaahu'nga.
    bahut achchhi kahaani hai,
    qalbi mubaarkbaad............!!!

    ...... FIDA

    ReplyDelete
    Replies
    1. Waseem Ahmad Fida Saheb Tasurat ke liye aapka bahut mashkoor hoon.Shukriya.

      Delete