mumtaz naza aap ke tasurat parh kar khushi hui. Jawab takheer se dene ke liye muafi chahta hoon. Mere do blog hain, budki.blogspot.com , and, budki3dview.wordpress.com. Ho sake to dono ko dekh lein aur member ban jayein.
Budki Sahab! Main Aap Ki Kahani "Jaago" Ki Zaban Ki Taareef Kar Sakta Hon, Aap Ki Kahani Ki Bunat Ki Tareef Kar Sakta Hon, Aap K Style Ki Tareef Kar Sakta Hon Lekin Kahani K Darmiyan Chand Baten Aisi Hain K Main Un K Talluq Se Kuch Na Kahna Hi Munasib Samajhta Hon. Shukriya!
Urdu Council Aap ke tasurat parh kar khushi hui. Jawab takheer se der raha hoon jis ke liye muazrat khwah hoon. Nazaryati ikhtilaf to hota hai, bhala aap ki soch aur meri soch ek jaisi kaise ho sakti hai.Agar aisa hota to phir likhne ko kya rehta kyunki har aadmi wohi soch raha hota jo doosra sochta hai.Chahein to mere do blogs ke member ban jayein; budki.blogspot.com ,aur, budki3dview.wordpres.com
bahot khoob, kya kehne, kuchh laainen to laajawaab hain, ye andher nagri hai, yahan ka haakim chaupat raja hai, kya kehne
ReplyDeletemumtaz naza aap ke tasurat parh kar khushi hui. Jawab takheer se dene ke liye muafi chahta hoon. Mere do blog hain,
Deletebudki.blogspot.com , and, budki3dview.wordpress.com. Ho sake to dono ko dekh lein aur member ban jayein.
Budki Sahab! Main Aap Ki Kahani "Jaago" Ki Zaban Ki Taareef Kar Sakta Hon, Aap Ki Kahani Ki Bunat Ki Tareef Kar Sakta Hon, Aap K Style Ki Tareef Kar Sakta Hon Lekin Kahani K Darmiyan Chand Baten Aisi Hain K Main Un K Talluq Se Kuch Na Kahna Hi Munasib Samajhta Hon. Shukriya!
ReplyDeleteUrdu Council Aap ke tasurat parh kar khushi hui. Jawab takheer se der raha hoon jis ke liye muazrat khwah hoon. Nazaryati ikhtilaf to hota hai, bhala aap ki soch aur meri soch ek jaisi kaise ho sakti hai.Agar aisa hota to phir likhne ko kya rehta kyunki har aadmi wohi soch raha hota jo doosra sochta hai.Chahein to mere do blogs ke member ban jayein; budki.blogspot.com ,aur, budki3dview.wordpres.com
Delete